Jaann Se Zyaadaa Lyrics - Mohammad Faiz
Teri mohabbat ki aag
mein jal raha hun main
Tu hai to sambhal
raha hun main
Tere bin main adhura
tere bin main aadha
Tere bin main adhura
tere bin main aadha
Teri galiyan mujhe
pyari jaan se jyada
Teri galiyan mujhe
pyari jaan se zyada
Tu jo nahi to mere dil
ka har ek kona rahe suna
Tu sath ho jo mere to hi
lage mujhko hun main pura
Teri galiyan mujhe
pyari jaan se zyada
Teri galiyan mujhe
pyari jaann se zyaadaa
Teri har ek adaa pe
main jaan deta hu
Tujhse hi manzilein
meri maan leta hu
Meri bekhudi ka aalam
kya bataun main
Teri parchhaiyon se
main farmaan leta hu
Tere bin main adhura
tere bin main aadha
Tere bin main adhura
tere bin main aadha
Teri galiyan mujhe
pyari jaan se jyada
Teri galiyan mujhe
pyari jaan se zyada
Zikr jab tera hota hai
dil kho jaata hai
Tera chehra kai toofan
dil mein jagaata hai
Chahe raat ho chahe
din ae mere sanam
Tere hi liye mera man
sapane sajata hai
Tere bin main adhura
tere bin main aadha
Tere bin main adhura
tere bin main aadha
Teri galiyan mujhe
pyari jaan se jyada
Teri galiyan mujhe
pyari jaan se zyada.
0 Comments