Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa Lyrics - Afsana

Movie: Afsana
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Khushiyon Ke Din Manaaye Jaa Lyrics - Afsana 


Khushiyon ke din manaaye jaa
Dil ke taraane gaaye jaa
Tujh ko jawaani ki qasam
Dil kii lagi bujhaaye jaa


Duniya meri basaaye jaa
Aajaa piyaa aajaa piyaa
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon


Zaahid yoonhi badnaam hai
Gham se tujhe kyaa kaam hai
Ye muskuraati zindagi
Zindaadili kaa naam hai
Dil dil se muskuraaye jaa
Kuchh gaaye jaa bal khaaye jaa
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon
Abhi to main jawaan hoon.

0 Comments