CHAAND RAATON MEINN 2.0 LYRICS | Amarjeet Jaikar
Chaand raat aayi hai
Bepanaah mohobbat laayi hai
Chaand raaton meinn
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaaiya
Sahi jaaye na yaara judaaiya
Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Wo pehli pehli mulaqaat apni
Bhulegi na mujhko wo ek baat apni
Jab tune mujhse dabe labzon
Mein hi magar izhaar kiya tha
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Tu hai patang aur main aasmaa tera
Tu heer meri aur main raanjhna tera
Aaja tu aaja meri jaanejana
Main hi to hoon jahaan tera
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
0 Comments