AARZOO TERI LYRICS | Ashutosh Kumar Jha
Kash izhaar-e-mohabbat karna
Itna aasan hota
To ye dil hamara itna
Kabhi na pareshan hota
Aarzoo teri ye dil karta hai
Lekin tujhe kehne se darta hai
Tum saamne jab bhi aate ho
Kuch bol na pata hai
Tum saamne jab bhi aate ho
Kuch bol na pata hai
Kya karun main tu hi bata
Aye mere humnava
Kya karun main tu hi bata
Aye mere humnava
Tumse milne se pehle
Tha bebak ye dil
Tumse milte hi jaane
Kya hui aisi mushqil
Tumse milne se pehle
Tha bebak ye dil
Tumse milte hi jaane
Kya hui aisi mushqil
Fikra teri hi ye dil karta hai
Lekin tujhe kehne se darta hai
Tum saamne jab bhi aate ho
Kuch bol na pata hai
Tum saamne jab bhi aate ho
Kuch bol na pata hai
Kya karun main tu hi bata
Aye mere humnava
Kya karun main tu hi bata
Aye mere humnava
Jab jab tay karta hoon ho nahi paata
Ikraar-e-ishq tumse kiya nahi jaata
Jab jab tay karta hoon ho nahi paata
Ikraar-e-ishq tumse kiya nahi jaata
Justazu teri ye dil karta hai
Lekin tujhe kehene se darta hai
Tum saamne jab bhi aate ho
Kuch bol na pata hai
Tum saamne jab bhi aate ho
Kuch bol na pata hai
Kya karun main tu hi bata
Aye mere humnava
Kya karun main tu hi bata
Aye mere humnava
0 Comments