Kaha Hai Tu Lyrics | Laxman Kerkar

 Kaha Hai Tu Lyrics | Laxman Kerkar



Dhundhta tujhko yahaan
tera pata hai yahin kahin
sochta hi rehta hoon
kya thi mujh mein kami

Dhundhta tujhko yahaan
tera pata hai yahin kahin
sochta hi rehta hoon
kya thi mujh mein kami

Dil mein khayalon mein
bas tu hi meri
kehna tha par
kaha hai tu kaha hai tu
kaha hai tu kaha hai tu

Music…

Man mein hai teri ye kahaniyaan
dil mera teri or
chal pada fisal gaya

Sochta hoon main har dafa
tere uss sheher ka
kya pata mujhko bata

Dhundhta tujhko yahaan
tera pata hai yahin kahin
sochta hi rehta hoon
kya thi mujh mein kami

Dil mein khayalon mein
bas tu hi meri
kehna tha par
kaha hai tu kaha hai tu
kaha hai tu kaha hai tu

0 Comments