Movie: Armaan
Singers: Mahalakshmi Iyer, Shaan, Udit Narayan
Song Lyricists: Javed Akhtar
Music Composer: Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Main Gaoon Tum Gao Lyrics - Armaan
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Nayi raahein khuli hai baahein
To kyon na chaahe yeh
Nigahen koi saathi bhi naya
Nayi raahein khuli hai baahein
To kyon na chaahe yeh
Nigahen koi saathi bhi naya
Yeh armaan kitne
Sapne dikhlaate hai
Kaise kaise tadpaate hai
Duniyan mein ko jane na
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Paayi jo yeh khushi hai
Hairani ho rahi hai
Baat aisi ho gayi hai jiski
Umeed dekho na thi
Tum mere ho bhi to kya
Hoga woh hai jo hona
Duniya mein kisne jaana
Kab dikhayegi kya zindagi
Mere armaan bandhan ke
Toofan karte pareshan
Ab aasaan mera jeena ho gaya
Yeh armaan kitne
Sapne dikhlaate hai
Kaise kaise tadpaate hai
Duniyan mein ko jane na
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Dekho hai shaam rangeen
Aankhon mein jaam rangeen
Ab koi naam rangeen socho
Is rangeen afsane ka
Afsane yeh hai kalke
Anjane log milke
Yeh maane phool khilke
Rasta takta hai murjhane ka
Suno pyaare dil mein humare
Armaan hai sare tumhare
Batado to hai kya
Yeh armaan kitne
Sapne dikhlaate hai
Kaise kaise tadpaate hai
Duniyan mein ko jane na
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Nayi raahein khuli hai baahein
To kyon na chaahe yeh
Nigahen koi saathi bhi naya
Yeh armaan kitne
Sapne dikhlaate hai
Kaise kaise tadpaate hai
Duniyan mein ko jane na
Yeh armaan kitne
Sapne dikhlaate hai
Kaise kaise tadpaate hai
Duniyan mein ko jane na
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon
Main gaaon tum gaaon
Khushiyon ke raang chalkaaon.
0 Comments