Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Lyrics - Adhikar

Movie: Adhikar
Singers: Pankaj Mullick
Music Composer: Pankaj Mullick

Barakhaa Ki Raat Aai Manawa Lyrics - Adhikar 


Barakhaa ki raat aai manawa
Kar le man kaa baat
Garajat sakat kaa badaravaa
Duhkh ki padat phuhaar
Manavaa kar le man kaa baat


Kaari rainaa naagin achakaae
Jiyaaraa dekh daraae
Meghaa garaje jiyaaraa laraje
Kholo man kaa dwaar
Manavaa kar le man laa baat


Nainan se nainaa muskaaye
Chhaaye jagat ujiyaaraa
Man mein jhar jhar amrit barase
Jaisa saavan ki phuhaar
Manawa kar le man kaa baat


Aao barakhaa rut mein bole
Byaakul man ke bain
Chhod jagat ki ulti riti
Jootha hai sasaar
Manavaa kar le ma kaa baat.

0 Comments