Yeh Jawani Hadh Kar De Lyrics

Movie: Sarfarosh
Singers: Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Jatin Pandit, Lalit Pandit

Yeh Jawani Hadh Kar De Lyrics 


Ye jawani hadh kar de
Bhude jawa ko mast kar de
Ye jawani hadh kar de
Bhude jawa ko mast kar de
Koi na jane kal kya
Ho aane wala pal kya ho
Le maza le zindagi ka
Zindagi ka, zindagi ka
Ye jawani hadh kar de
Bhude jawa ko mast kar de
Koi na jane kal kya ho
Aane wala pal kya ho
Le maza le zindagi ka
Zindagi ka, zindagi ka
Ye jawani hadh kar de


Rangin sama dil hai jawa
Sare yaha josh me
Kya rat hai kya bat
Hai koi nahi hosh me
Chhaya hai kaisa nasha
Le lele zara maza le zindagi ka
Ye jawani hadh kar de


Katil bhi hai aashiq
Bhi hai aate hai sare yaha
Is dil me hai kya kya
Chhupa kisko pata meri jaa
Aaja mere pas aa
Lele zara lele maza aashiqi ka
Ye jawani hadh kar de
Bhude jawa ko mast kar de
Ye jawani hadh kar de
Bhude jawa ko mast kar de
Koi na jane kal kya ho
Aane wala pal kya ho
Le maza le zindagi ka
Zindagi ka, zindagi ka
Ye jawani hadh kar de.

0 Comments