Bichhu Ban Raaton Mein Lyrics - Aaj Ka Ye Ghar

Movie: Aaj Ka Ye Ghar
Singers: Anuradha Paudwal
Song Lyricists: M. G. Hashmat
Music Composer: Anil Mohile, Arun Paudwal

Bichhu Ban Raaton Mein Lyrics - Aaj Ka Ye Ghar 


Bichhu ban rato mein kate
Ha kate andhera
Bichhu ban rato mein kate andhera
Main hu deewani teri ban ja tu mera
Chhan chhan ye bole kangana
Bichhu ban rato mein kate andhera
Bichhu ban rato mein kate andhera
Main hu deewani teri ban ja tu mera
Chhan chhan ye bole kangana
Bichhu ban rato me kate andhera


Khoyi khoyi ankhiyo mein nindiya na aaye
Khoyi khoyi ankhiyo mein nindiya na aaye
Royi royi palko ne aansu barsaye
Pawan jalaye jiya raha nahi jaye piya
Ye kya kiya re sajna balma rasiya
Bichhu ban oye oye oye
Bichhu ban rato mein kate andhera
Bichhu ban rato mein kate andhera
Main hu deewani teri ban ja tu mera
Chhan chhan ye bole kangana
Bichhu ban rato me kate andhera.

0 Comments