Ye Jo Jhoomta Sawan Hai Lyrics Chidiya Lyrics
आंखे वो बाते तेरी मुलाकाते
मेरे जेहेन से अब जाए ना
ख्वाबो में जाके हस के मुस्कुरा के
मेरे जेहेन से ले जाए जान,
तेरे दिल की कहानियो की मैं
बनु रात दीवानी रे
सोचू तेरे बिना अगर ज़िंदगी
बेहदे आँख से पानी वे हेय,
बाहो में बाहें
तेरी ये आहें
मेरे होकर येह
रेह जाएँ हाँ
आंखे वो बाते
तेरे संग राते
मेरे जेहेन से अब जाए ना हो ओ,
कैसी वो मुराद थी जो आज जल गयी
परियों के जेहेन में जो आग बन गयी
देखि ना थी सपनों ख़यालो में कभी
ऐसी ज़िंदगी से मुलाक़ात बन गयी,
तेरी आँखों की लेहेक को ना जाने
ना जाने कैसी रात मिल गयी
ना जाने कैसी रात मिल गयी
ना जाने कैसी रात मिल गयी,
आँखें झुकती चुभन में
अशकों में मगन ये
कैसी तेरी साँसें चढ़ गयी
हो सखियाँ देखे अंजुमन में
सोचे सब मन में
कैसी कैसी बाते बन गयी,
हो तेरी बातों की चेहेक को ना जाने
ना जाने कैसी रात मिल गयी
ना जाने कैसी रात मिल गयी
ना जाने कैसी रात मिल गयी,
ओह री चिड़िया ना तुझे री
क्यों येह दुनिया भाए रे
ओह रे पंछी क्यों हमेशा
बैठी मुंह लटकाए रे,
तेरी आँख ये जो नम है
इनमें जो ग़म है
छोड़ के सुबह पे कर यकीन
हो ये जो झूमता सावन है
मीठी जो पवन है
तेरी ही मुस्कान से है बनी,
हो तेरी बातों की चेहेक को न जाने
ना जाने कैसी रात मिल गयी
ना जाने कैसी रात मिल गयी
ना जाने कैसी रात मिल गयी,
सोची थी जो रात वो आज मिल गयी
धुएँ के बरस में बरसात मिल गयी
देखी थी जो सपनों ख़यालो में कहीं
खुशियों की किरण वो आज मिल गई,
ये ज़माना बेशरम है
ना इसका धरम है
क्यूँ ढूँढे है तू इसमें बंदगी
ओह तेरे साथ तेरा मन है
दिल की धड़कन है
आगे बढ़ के जी ले ज़िंदगी….
Ye Jo Jhoomta Sawan Hai Lyrics
Aankhein woh baatein, teri mulakatein
Mere zehan se ab jaaye na
Khwaabon mein jaake, hans ke muskura ke
Mere zehan se le jaaye jaan..
Tere dil ki kahaniyon ki main
Banun raat deewani re
Sochun tere bina agar zindagi
Behde aankh se paani ve hey..
Baahon mein baahein
Teri yeh aahein
Mere hokar yeh
Reh jaayein haan
Aankhein woh baatein
Tere sang raatein
Mere zehan se ab jaaye na ho..
Kaisi woh muraad thi jo aaj jal gayi
Pariyon ke zehan mein jo aag ban gayi
Dekhi na thi sapnon khyalon mein kabhi
Aisi zindagi se mulakaat ban gayi..
Aankhein woh baatein,
teri mulakatein Mere zehan se ab jaaye na
Khwaabon mein jaake, hans ke muskura ke
Mere zehan se le jaaye jaan..
Tere dil ki kahaniyon ki main
Banun raat deewani re
Sochun tere bina agar zindagi
Behde aankh se paani ve hey..
Baahon mein baahein
Teri yeh aahein
Mere hokar yeh
Reh jaayein haan
Aankhein woh baatein
Tere sang raatein
Mere zehan se ab jaaye na ho..
Kaisi woh muraad thi jo aaj jal gayi
Pariyon ke zehan mein jo aag ban gayi
Dekhi na thi sapnon khyalon mein kabhi
Aisi zindagi se mulakaat ban gayi..
Teri aankhon ki lehak ko na jaane
Na jaane kaisi raat mil gayi
Na jaane kaisi raat mil gayi
Na jaane kaisi raat mil gayi..
Aankhein jhukti chubhan mein
Ashkon mein magan yeh
Kaisi teri saansein chadh gayi
Ho sakhiyan dekhe anjuman mein
Soche sab mann mein
Kaisi kaisi baatein ban gayi..
Ho teri baaton ki chehak ko na jaane
Na jaane kaisi raat mil gayi
Na jaane kaisi raat mil gayi
Na jaane kaisi raat mil gayi..
Oh ri chidiya na tujhe ri
Kyon yeh duniya bhaaye re
Oh re panchhi kyon humesha
Baithi munh latkaaye re..
Teri aankh yeh jo namm hai
Inmein jo gham hai
Chhod ke subah pe kar yakeen
Ho yeh jo jhoomta sawan hai
Meethi jo pawan hai
Teri hi muskaan se hai bani..
Ho teri baaton ki chehak ko na jaane
Na jaane kaisi raat mil gayi
Na jaane kaisi raat mil gayi
Na jaane kaisi raat mil gayi..
Sochi thi jo raat woh aaj mil gayi
Dhuyein ke baras mein barsaat mil gayi
Dekhi thi jo sapnon khyalon mein kahin
Kushiyon ki kiran woh aaj mil gayi..
Yeh zamana beshram hai
Na iska dharam hai
Kyun dhoondhe hai tu ismein bandagi
Oh tere sath tera man hai
Dil ki dhadkan hai
Aage badh ke jee le zindagi..
0 Comments